BACK TO SUFISM

OUR SHAJRAH SHAREEF
in Urdu with English Transliteration and TRANSLATION (see below)

Shajra-e-Chishtia Saabiria

This is the shajra-e-chistia whose roots are firmly embedded on this earth and whose branches reaches the heavens

BISMILLAHIR RAHMAANIR RAHEEM
Laa ilaaha il’lal laahu Muhammadur Rasoolullah

 

Fazl kar Ya Rab Muhammad Mustafa ke waste

Aur Ali-e-Murtaza Sher-e-Khuda ke waaste

 

O Allah, Bestow Your Grace (upon us) through the Intercession of the Prophet  And for the sake of Hazrat Ali-e-Murtuza  “Lion of Allah’

 

Deh pa’e Khwaja Hassan Basri mujhe Ishq-e-Nabi

Raah dikhla Abd-e-Waahid Rahnuma ke waaste

 

Bless me with the Love of Nabi  for the sake of of Hazrat Hassan Basri  & Guide me on the righteous path for the sake of Hazrat Abd-e-Waahid

 

Kar too Rahm Ya Khuda Behre Fuzail ibn Ayaaz

Aur Ebrahim Adham Badsha ke waaste

 

O Allah, Have Mercy (on us) for the sake of Hazrat Fuzail ibn Ayaaz And for the sake of Hazrat Ebrahim Adham

 

 

Az pa’e Khwaja Sadidud’deen Ilaahi de Amaan

Aur Aminud’deen Basri Peshwa ke waaste

 

O Allah, Bless us with safety for the sake of Hazrat

Khwaja Sadidud’deen  And also for the sake of our Leader Hazrat Aminud’deen Basri

 

Behre Dum sauzi Ai Mamshadi Wali Too kar Ghani

aur Shahe Ishaaq Shami Muqtada ke waaste

 

For the sake of Your intimate friend Mamshaad Wali, let me be wealthy (in faith)

And let it be so for the sake of of Hazrat Shah Ishaaq Shaami The Leader

 

Jadah-e-Shar’a-o-Tariqat ka mujhe Saalik Bana

Ya Khuda Too Ahmad-e- Shah-e-liwa ke waaste

 

Make me a true devotee on the path of Shariat and Tariqat

O Allah, for the sake of of Hazrat Ahmad Shah-e-Liwa

 

Naasir-o-Haami ho Ya Rab Too mera har haal mei

Nasiruddin Bu Muhammad Be Riya ke wasteh

 

O Allah, Be my Helper and Protector in my every situation

For the sake of Hazrat Nasiruddin Bu Muhammad

“The Sincere”

 

Daulat-e-Deedaar De Behre Abu Yusuf mujhe

aur Shahe Moudood Chishti Parsa ke waste

 

Bless me with the Gift of seeing You, for the sake of Hazrat Abu Yusuf And also for the sake of Hazrat Moudood Chishti,  “The Virtuous”

 

Kar Aata Imaan pa’e Haji Shareef Zandani

Rahm farma Khwaja Usman Ba Haya ke waaste

 

Bless me with (strength in) Imaan, for the sake of Haji Shareef Zandani  Have Mercy on us for the sake of Khwaja Usman  “The Modest”

 

Az pa’e Khwaja Mueenud’deen Ajmeri, Khuda

Deen-o-Duniya De Too Fakhrul Awliyah ke waste

 

O Allah, through the Blessings of Hazrat Khwaja Mu’inuddeen Ajmeri  Bless me (with the bounties) of the Religion and the world, for the sake of the “Pride of the Awliyah”

 

Az pa’e Sarkaar Qutbuddeen Aweshi Qutb-e-Haq

Khugar-e-tasleem kar mujhko raza ke waste

 

Trough the blessings of Hazrat Qutbuddeen Aweshi

“The True Qutb”Make me in the habit of accepting that which pleases you"

 

He Fariduddeen Shahe Ganje Shakar jo Ahle-Haq

Baksh De Isyaa mere Us Haq Numa ke waaste

 

Hazrat Fariduddeen Ganj-e-Shakr  is from amongst

“The Righteous Ones” Forgive my sins (O Allah) for the sake of “The Righteous One”

 

Mazhar-e-Zaate Ahad Makhdoom Sabir ke liye

Mera dil Khaalis Banaa Sabr-o-Raza ke waste

 

Through Hazrat Saabir Paak  The Manifestation of the Rays of “Oneness” Make my heart sincere for the sake of (Saabir Paak’s) Patience and Pleasure

 

Az pa’e Shaahe Wilayat Shamsuddeen Banda Bana

Aur Jalaluddeen Kabirul Awliya ke waaste

 

Make me a True Servant, for the sake of Hazrat Shamsud’deen   “The Emperor of Sainthood”

And through the blessings of Hazrat Jalaluddeen Kabirul Awliyah

 

Deen Barhaq Par mujhe Rakh Too Ba Haqq-e-Abde-Haq

Shaikh Ahmed Aur Muhammad Awliyah ke waste

 

Keep me steadfast on the True Religion for the sake of Hazrat Abd-e-Haq  And also for the sake of the pious Saints Hazrat Shaikh Ahmed  and Shaikh Muhammad

 

Az pa’e Qud’doos-e-Gangohi Too Kaamil Ishq De

Aur Jalalud’deen Jaleelul Asfiya ke waaste

 

For the sake of Hazrat Qud’doos Gangohi,

Bless me with “True Love” Also for the sake of Hazrat Jalalud’deen   “The Great Saint”

 

Az pa’e Balkhi Nizamuddeen mera Dil Saaf kar

Aur Gangohi Saeede Pur Ziya ke waste

 

Purify my heart, for the sake of Hazrat Nizamuddeen Balkhi And also for the sake of Hazrat Saeed Gangohi  “The Radiant”

 

Az pa’e Shaikh Muhibullah Muhib Apna Banaa

Hoob-be Ahmed de Muhammadi ba Khuda ke waste

 

For the sake of Hazrat Muhibullah ,

Make me your true lover, And grant me the Love of the Hazrat Ahmed  (Rasoolallah)

For the sake of Hazrat Muhammad

 

Az pa’e Shaah-e-Muhammad Hamid-de Rab kar Aziz

aur Adiduddeen Aziz-e-Zi-Aata ke waste

 

For the sake of Hazrat Muhammad

Bless me with respect, And also for the sake of Hazrat Adiduddeen  “The Generous One”

 

Ihdeena Ya Rab Ba Haq’qe Abd-e-Hadi Amrohi

Aur Abdul Baari Farkh’ul liqa ke waste

 

O Allah, Guide us for the sake of Hazrat

Abd-e-Hadi Amrohi  And also for the sake of Hazrat Abdul Baari  Farkh-ul Liqa

 

De Karamat Behre Haji Shaikhuna Abdur Raheem

Noor De Noor-e-Muhammad Ba Sakha ke waste

 

Bless us with a miracle for the sake of our Sheikh Abdur Raheem  And grant us brightness for the sake of Hazrat Noor Muhammad  “The Kind”

 

De Amal me Khair-o-Barkat Az pa’e Barkat Ali

Kar Karam mujh par Karim-e-Zil Oola ke waaste

 

 

Bestow blessings in our Deeds for the sake up Hazrat Barkat Ali  And Bless me for the sake of Hazrat Karim Zil Oola

 

Az pa’e Khwaja Gharib Chisht Ai Parwar Digaar

Mast Ishq Apna Bana Roze Jaza ke waste

 

O Allah, through the blessings of Hazrat Khwaja Gharib Chisht 

Let me be ecstatic in your love for the day of Reckoning

 

Daal de mere gunah par Too Ghalee me Maghfirat

Murshid-e-Kamil Jahangir-e-Hooda ke waaste

 

Cover my sins with Your covering of Mercy

For the sake of the “The Perfect Guide” Hazrat Jahangir   “The Righteous”

 

Mere Sar Par ho Jahangiri Liwa Saaya Figan

Hashr me Ya Rab Shahe har Do-sara ke waaste

 

May the Jahangiri Flag serve as a shadow over my head,

For the sake of the “King of Both Worlds” ,

on that day of Reckoning

 

Nay’yare Iqbal mera Auj par ho Ya Khuda

Hazrate Iqbal Shah-he ba safa ke waaste

 

O Allah, May my Prosperity be refined at its Peak

For the sake of Hazrat Iqbal Shah   “The Pure”

 

Mazhare al-Fakhro Fakhri Waakif-e-Israar Deen

Hazrate Iqbal Shahe Mah laka ke waaste

 

The Manifestation of “al-Fakhro Fakhri” 1, and the Knower of the Secrets of Deen

Bless us with the Sadqa of Hazrat Iqbal Shah  “The Bright Moon”

________________________________________________________________________

1.  “al-Fakhro Fakhri” is a saying by the Holy Prophet  ,which means “poverty is my pride.”  However, in sufism,A Sufi distributes the rewards of all his good deeds to the sinful by which Allah manifests His mercy and hides the sins of the sinners as a reward for the devotion of his good  servants.They are refered to as bankrupt due to this reason but in realiy they are really rich because they are dependant totally on Allah’s mercy and not on their good deeds or material wealth.

Everything is done to please Allah and not for reward.

 

 

Sham-e-Bazme Sabiree Iqbal Shah ke laadle

Peer Khalid Shah-e-Sabir Haqnumaa ke waaste

 

The Torch of the Saabiri Assembly, The Beloved of Hazrat Iqbal Shah, (Bless us) for the sake of Peer Khalid Shah

“The Patient” and “The honorable”

 

Sadqah-e-Aale Jahangiri Faridi Sabiree

De Muhammad Shah Peer ba safa ke waste

 

Give us the Gift of the Jahangiri, Faridi and Saabiri Families

For the sake of Hazrat Muhammad Shah, “The Pure Sheikh”

 

Dino dunya ki hame daulat se maala maal kar

Khood Sakhi ibn-e-Sakhi Behre Aata ke waaste

 

Grant us the wealth of this world and of the Religion

For the sake of the ‘Generous’ the son of the ‘Generous’,

The Sea of Generosity

 

Deen-o-Dunya ki Hawadis se Mujhe Mahfooz Rakh

Ya Rab Apne Aashiqan-e-Ba Wafa ke waaste

 

Protect us from misfortunes in Deen and in our worldly lives

O Allah, for the sake of those who are loyal in Your True Love

 

Khatima-bil-Khair karna Too mera Rabbe Kareem

Jummla Peeran-e-Tariqat Ba Wafa ke waaste

 

O Allah, Let my death be a good one (with Imaan)

For the sake of All The Great Grandmasters (of our Silsila)

 

AMEEN.  YA RAB AL'AALAMEEN

 

BACK TO OUR WEBSITE

© 2003 Chisti Sabiree Jahangiri Silsila Online - All Rights Reserved